Friday, July 29, 2011

Namaz chorna k nooksanat


As salamu allaiqum
Hadees pak ha
1 jis ny fajir ki namaz chorde to us ka chera se noor khatam kardeya jata ha .
2 jis ny zohar ki namaz chorde to uski rozi main barkat khatam karde jate ha
3 jisna asar ki namaz chorde to uska badan se taquat khatam karde jati ha
4 jisne maghrib ki namaz chorde to usko apni aulad se kohi faida nahi poucha ga
5 jisna isha ki namaz chore uski need se rahat (yani chain sakone ) khatam kardeya jata ha
Yaqoob bin ibrahim, yahya bin syed, muhammad bin umero,obaida bin sufyan jaffre, abu jaed zamire se rewayat ha k wo hazrate rasool kareen salal laho allai wasalam k sahabi tha irshad farmaya k jo shaks 3 juma ki namaz tarak karde to khuda tala is ka dil per mohar laga de ga
Ibn e Umar aur Abu Huraira (RA) ne farmaya, Ham ne Rasool (SAW) ko ye kehta suna, ke ya to logg Jumma (namaz) ko tark karne se baaz aa jayin, Warna Allah inke dilon pe Mohar laga de ga, phir wo log Ghafil logon main se ho jaye gain.
Hadees pak main ha
Namaz parho is se pehla tumare namaz parhi jahe






Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com







7 comments:

Anonymous said...

NAMAZ PADO OR DUA ME YAAD RAKHO

Anonymous said...

Allah pak hum sub ko namaz parhany ke tofeeq ata farmaeen
..Ameen

Anonymous said...

jazak allah bhai ..allah hum sub ko namazi banaye

Anonymous said...

jazak allah bhai ..allah hum sub ko namazi banaye

Anonymous said...

Beshak

Anonymous said...

insha allah world wide sabhi muslims namazi banaye humsabke family rishtedar mein bhi namazi 5on waqt ke ho jayee
inshallah

Unknown said...

Allah hum sabko awwale waqt namaz ada karne ki taufeeq ata kare . Ameen

Post a Comment