Friday, July 29, 2011

namaz ki niyat


AS salamu allaiqum
Namaz perna se pehla namaz ki niyat karna zaroore ha . jo be namaz karni ho is ki niyat zaroor kareen . chahe niyat dil main kareen ya apni zaban se alfaz ada kar k kareen . for example main fajir ki namaz 2 rakat faraz ada karta ho . yeah ake choti se example ha . niyat kisi be zaban main ki ja sakte ha yeah zaroore nahi ha k app arabic main niyat kareen ya kohi difficult zaban main apko jo be zaban ate ho app us main niyat kar sakte ha
Fajir ki namaz ki niyat
Agar fajir ki namaz imam k picha par rahe ha to niyat is tarah ho gee
Niyat karta ho main 2 rakat namaz faraz fajir ki ,wasta Allah tala k picha is imam k rook mera kaba shareef ki taraf Allah o Akbar
Agar imam k picha namaz nahi par rahe or akela main par rahe ha to is tarah niyat kareen ga
Niyat karta ho main 2 rakat namaz faraz fajir ki ,wasta Allah tala k waquat fajir ka rook mera kaba shareef ki taraf Allah o Akbar
Agar 2 rakat sunnat ada kar rahe ha to is ki yeah niyat hogee
Niyat karta ho main 2 rakat namaz sunnat fajir ki ,wasta Allah tala k waquat fajir ka rook mera kaba shareef ki taraf Allah o Akbar
Ishe tarah baki namazo ki niyat kar sakte ha jo ka bohat assan ha





Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com







92 comments:

Anonymous said...

very nice mashallah

Anonymous said...

mashallah nice

Unknown said...

alhamdolillah

Ali Majaz said...

May Allah Bless you , My Muslim brother

Ali Majaz said...

May Allah Bless you , My Muslim brother

Noshen Hussain said...

its very nice site....

Anonymous said...

very nice
mashallah

Anonymous said...

Assalamu alaikum ...bahut hi acha laga aap ka help mila hume ..ache sahi tarike se niyat karne ka ..thank u so much

Anonymous said...

thank you

Anonymous said...

tarabi ki namaz ki niyat kaise karenge?

MOHAMMAD ISRAIL KHAN PATHAN said...

Assalamualaikum.
Mujhe janna hai ki Imam kya niyat karega.
jo log Imam ke peeche padhte hain wo kehte hain peeche pesh Imam ke aur agar Imam ko jamaat me Namaaz padhani ho to wo kya niyat karega. Please tell.

Anonymous said...

ALLAH AP KO AJAR ATA FARMAIN
AAMEEN

Anonymous said...

Thanks Bro...

Mobi said...

Mashallah

Anonymous said...

MashaAllah...

Unknown said...

MASHAALLAH FROM DP

Anonymous said...

Masha Allah

rizvan said...

very nice Masha allah

Anonymous said...

great job

najam uddin said...

mujhe agar kisi cheez ka ilm na ho tw mujhe har malomat is side se mil jati hai

mai dil se shukriya karunga jis nay itna naik kaam kar k ye website taiyar ki hai
MASHALLAH...

Anonymous said...

thanks for these all great things

Unknown said...

koi bhai batay ga..asar kae namza 4 rakat farz imam ka pechay kis tara party ha...imam allah o ahkbar kah kar khamosh ho jata ha..or pechy khary admiyo ko (sanha) ka bhad alhumdulilha parne chiya ya nai..ma confuse ho is namz ma

Unknown said...

Mashallah

Irfan Ansari said...

Masahallha

Unknown said...

MashAllah

Anonymous said...

so nyc


Unknown said...

Masha Allah Bahat KhuB ♥### ####♥
……………………………♥### ##♥
……………………………..♥# ##♥
……………………………….♥#♥
…………………………………♥
…………………………………♥
……………………………….♥
……………………………..♥
……………………………♥
…………………………♥
……………………….♥
…………………….♥
………………….♥
………………♥
………….♥
………♥
……♥
…..♥
……♥………………….♥…♥
……….♥………….♥…………♥
…………..♥…..♥………………♥
……………….♥………………. .♥
…………….♥……♥…………. .♥
…………..♥………….♥….♥
………….♥
………..♥
……….♥
………♥
………♥
……….♥
…………..♥
……………….♥
……………………..♥
………………………….♥
……………………………♥
……………………………♥
…………………………♥
…………………….♥
………………♥
………….♥
…….♥
…♥
.♥………………………..♥….♥
♥……………………..♥………..♥
.♥………………….♥…………….♥
..♥……………….♥………………♥
…♥………………………………♥
…..♥…………………………. .♥
……..♥…………………….♥
………..♥……………….♥
…………..♥…………..♥
………………♥…….♥

Unknown said...

Mash Allah Bahat KhuB JI

gulsher ali said...

ALLAH hum sab ko Namaz pardne ki tofeeq farmaye

Unknown said...

nice brother............

Anonymous said...

Jazak Allah :)

Unknown said...

Bhahut khoob Masha allah!

afroz said...

kugarat ne app ko is liye banaye hai ki app logo bata sakhe ki namaz kaise pad sake asalamolakum

Unknown said...

mashaalah

Unknown said...

sir mara Question ye hai k...............nafal namaz ki kya niat hogi...and faraz nd sunnat ki b bta dain.............sunat ma hum wasta hazrat Muhammad(saw) ka nai dain gy kya.....?

Anonymous said...

thanxxxx

Yusuf Nawaz said...

Great effort.

Unknown said...

alhamdulillah

Unknown said...

shokria

Rizwan said...

JazakALLAH ... !

Unknown said...

Awesome Blog..

Unknown said...

namaz-e-juma se pahle aur baad me jo sunnaten padhi jati hai unki niyat waise hi karte hai jaise ki doosri namaz me karte hai .barai meharbani meri ye uljhan door kare.

Md rais ansari said...

Subhan Alah bhut khub bhaijaan Alah rabil alamin hum sub ko namaz or Nabi(S.W.S) K sunnat Tarikey pe chalne k taufik de Ameen

Unknown said...

assalamu alikum. abdul rayees. mujh aapki jaankarise mohat kuch maloom hua hai. dua ki guzarish

Unknown said...

niyat kisko kahete hai? dil ke irade ko jab aap ne irada kiya ke namaz padhna hai to kya allah ko pata nahi? agar pata hai to zaban se lfz kyon bolna hai? kya ye quran ya hadis se sabit hai..ho to batao ?

Unknown said...

assalamu alaikum
main jaanna chahta hu ki salahtul tasbeeh namaz padhne se kya kya fayda aur sawaab hai

Anonymous said...

Namaz ke surey kaun se kaun se hai ek baar bata du plz

Anonymous said...

bohat hi acchi aur kaam ki baatein jo koi bhi musalman yaad rakh sakta hai

Anonymous said...

juma ki namaz ka kea ho ga'

Unknown said...

mashalla

faiqa shabbir said...

ALLhamdulilah bohat bohat JIzakilah

faiqa shabbir said...

sukriya

Anonymous said...

Nafl ki aur vitr ki niyt bhi bta dain.

Anonymous said...

Viter aur nafl ki niyte bhi bta dain

Anonymous said...

Thank you. . May allah give you happiness in your life.

Anonymous said...

thank you

ishfaq said...

Thanks a lot

Anonymous said...

Sukriya

Anonymous said...

Paancho waqt namaaz ki niyat likh didjiye. alag alag.

Unknown said...

Assalamualaikum wr wb. Imamat karte wqat kya niyat karni chahiye?

shanu said...

Thanks Sukriya janab apka

shanu said...

Sukriya apka janab

shanu said...

Thanks

Islamic App said...

Jazakallah Khair :)

Unknown said...

W.S BHAI JUMMA KI NAMAZ KA BATA DAIN

ali shah said...

mashaAllaha subhan Allah...

Anonymous said...

Mashallah
nice Aap ka bohot botoh shukriya
Jazakallah hu qair

Anonymous said...

sukhriya bhai jaan..

Unknown said...

masha allha

Anonymous said...

Admin nama k bary ma bht he ach ablog banaya ha but is ma aik cheez missing ha woh ha QAZA NAMAZ ka tariqa or bayan.... plz agr possible ho to woh bhi upload kar dain

Unknown said...

mashallah sukriya

Unknown said...

Tahajjud namaz ki niyat bataiye usme nafil bolenge ya sunnat

Anonymous said...

Ma Sha Allah bhahi Allah pak ap ko khush rakhy ameen

Anonymous said...

Ma Sha Allah bhahi Allah pak ap ko khush rakhy ameen

Unknown said...

Kya nwafil ki nyat b ese e ki jati ha js nmaz k aada kr re ho

Unknown said...

Nafil.namaz.ki.niyat.batae

Unknown said...

assalamu alaikum tahjood namaz ki niyat bataen

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...

nawafil ki neyat kasy ki jati h plz bta dain me bht confuse un

Unknown said...

plz mujhy nawafil ki neyat sai sy bta dain

Unknown said...

Niyat ka mtlab hata hai irada krna , or irada zabaan se nahi kiya jata mere dosto

Sartaj Khan said...

Imam Sabah ki niyat karne ka kya tariqa hai?
Hame vo janna hai..

mirza said...

Mashallah....

Unknown said...

Subhanallah aap sabhi namaz(panchvakta)tafshir se bya Kare aapka tariqa acha lagta h.... Sukriya bhaijan

Unknown said...

Subhanallah

Unknown said...

I love nimaz

Unknown said...

Mujhe Janna hai ki tarabi namaj par imams ji kya niyat karte hai please answer me please

Unknown said...

Mashaallah bahut acchi jankari di hai

Unknown said...

Mashaallah bahut acchi jankari di hai

Unknown said...

Mashaallah bahut acchi jankari di hai

Unknown said...

Mashaa-ALLAH-

Unknown said...

Bohat axha msg hai bohat achi cheez seekhne ko mili 😊😊😊

Post a Comment