Friday, July 29, 2011

namaz k liya jahenamaz k intakhab




As salamu allaiqum
Namaz k liya jahenamaz ahse honi chaheya jo ka sharae tor per theek ho . ahse jahenamaz ka intakhab na kareen jo k gayer sharae ho . for example ahse janamaz pe namaz pareen jinn per makh madina bana ho laken makah madina sadja wali side pe bana ho . namaze ka pyar maka madina wali jahe namaz pe nahi ana chaheya . ya galti se jahenamaz ko ulta kar k na pareen jis se maka madina namaze ka pyer k nicha ahe . ahse chadar ya ahsa kapra jis per insani shakel bani howi ho . ya kisi jandar ki shakel bani howi ho wo use na kareen namaz k liya . or ahse chader be use na kareen jis per bacho ka cartoon bana ho ya chota chota tatto bana ho ahse chader ka intakhab na kareen bazz larka log ahse cap pehan k namaz parte ha ya ahse ahse t shirt pehni howi hote ha jinn per insao ki shakel bani howi hote ha for example wwe ka wrestlers , bollywood ka salman khan pop star michael jackson . ya phir ankhe bani howi hote ha or uper se design bana howa hota ha yeah cheeze na istamal kareen in se goraz kareen




Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com







No comments:

Post a Comment