Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Friday, July 29, 2011

Namaz ka kamra kesa hona chaheya



As salamu allaiqum
Ahsa tu namaz mardo ko masjid main parni chaheya bajamat . or agar jamat nikal be gai ha tab be masjid main he ja kar namaz parni chaheya . q k masjid main namaz parna ka hukum ha . or sab se bara faida yeah ha masjid main namaz parna ka k masjid ka under Allah tala k farishta ate ha is baat ki main apko guarantee deta ho k masjid k under farishta ate ha . ake dafa jab sobah fajir ki namaz ho rahe thi to mana kisi rohani makhlooq ko masjid ka under dakhel hote deakha . phir ushe ka kuch time baad jab main isha ki namaz par raha tha masjid k under or jab mana dua ka liya hath othae to achanak se mujha need ai or madhosh sa ho gaya main dil he dil main dua mang raha tha phir kisi ny mera kan main a kar kaha ushe mandhoshi ka doran k keh ameen phir mana ushe waquat kaha ameen . phir ushe masjid main aksar ahsa feel hota tha ka kuch log ha mera picha jo aksar mare namaz k khatam hona ka intazar karte tha . jab main namaz khatam karleta tha or apna ghar ki taraf chal deta tha to wo be chala jate tha aksar okat to ahsa hota tha k jesa wo ushe jaga mera intazar karte tha k main namaz parna aeo ga . ake dafa mana golab itar ki khushboo laga kar dosare masjid main namaz par raha tha asar ka waquat tha k mera pass thore he dair main bohat sare buzurg a gahe jinn ki safaid dare thi wo chup chap mera samna ah kar beth gahe or kuch mera ird gird kare ho gahe . or bohat se hadees se sabit hota ha k Allah ki masjid ka under farishta ate ha . rasool pak salal laho allai wasalam ny farmaya k masjid k under pyaz kha kar mat jao is se malaheka ko takleef hote ha . ake or hadees ha
ہم سے ابوالیمان نے بیان کیا ، ،انہوں نے کہا کہ ہم سے شعیب نے، انھوں نے کہا ہم سے زہری نے بیان کیا ، انھوں نے کہا کہ مجھے سعید بن مسیب اور ابوسلمہ بن عبدالرحمن نے خبر دی کہ حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے کہا کہ میں نے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم سے سنا آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ جماعت سے نماز اکیلے پڑھنے سے پچیس درجہ زیادہ بہتر ہے ۔ اور رات دن کے فرشتے فجر کی نماز میں جمع ہوتے ہیں ۔ پھر ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے فرمایا کہ اگر تم پڑھنا چاہو تو ( سورہ بنی اسرائیل ) کی یہ آیت پڑھو ان قرآن الفجر کان مشہودا یعنی فجر میں قرآن پاک کی تلاوت پر فرشتے حاضر ہوتے ہیں ۔

ha agar ghar main namaz ada kar rahe ha chahe mard ho ya orate to in batoo ka khail rakhe . jis be kamre main namaz par rahe ha wo us main attachbath nahi hona chaheya q k attach bath hona se us room k kaleem main napaki ah jate ha or wo kamra napak hota ha . kamre ka under jandar ki tasaweer nahi honi chaheya agar lagi howi ha to hata den . ahsa kamre main namaz pareen jaha per shor wegara na ho sakone ho or kushes kareen k sath wala room made be acha ho yani apki namaz ki adahegee main wo gana na bajahe taka app distube na ho . jab namaz ada kar rahe ho to us room k tv ka switch off karden . taka namaz main disturbance na ho jis jaga pe namaz par rahe ho waha per bacha ka poti pishab nahi hona chaheya . agar kisi ny kiya ha to pehla us jaga ko pak kareen or phir namaz pareen





Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com







0 comments:

Popular Posts

Template by:
Free Blog Templates