Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Friday, July 29, 2011

Namaze kitni hote ha or kitna kisam ki hote ha

As salamu allaiqum
Namaze kahe kisam ki hote ha jo main likh deta ho
sab se pehla fajir yeah belkul sobah saware ada ki jate ha yani sobah ka takrebon 5 baja yani tuloh aftab se pehla . us ka baad zohar jo dophar ko ada ki jate ha waquat takrebon 1.30 baja . phir asar yeah sham ko ada ki jate ha takrebon 5 baja .phir magrib yeah us waquat ada ki jate ha jab suraj gorob ho raha ho time 6.30 takrebon . phir isha yeah namaz raat ko ada ki jate ha takrebon 8 ya 9a baja . is ka baad juma k din juma ki namaz ada ki jate ha jo mardo per faraz ha . jo zohar ka time pe ada ki jate ha masjid ka under agar kisi sahab ki juma ki namaz nikal gahe ho to phir wo zohar ki namaz pareen . namazo main sal main 2 eid ki namaze be ate ha jo hum eid ko ada karteen ha ake eid ul fitr ko or ake eid ul adha ko .namazo main se ake namaz . namaz e janaza ki be ada ki jate ha jo kisi muslim k marna pe sab log jama hote ha or imam ka picha ada karte ha phir morde ko qabrustan le ja kar dafan karte ha shara e tareka se . extra namazo main tahajood ki namaz perta ha log , Ishraq ki parte ha , chast ki parte ha , nawafil parte ha , namaze hajat parte ha , taraweeh parte ha , namaz e magfirate parte ha . jinn logo ki namaz nikal jate ha wo apni kaza namaz parte ha

Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com

7 comments:

Anonymous said...

i need to full quraan but roman english ,pleas can u give me ...

Anonymous said...

as Salam o alikum bhai Jan umeed hai aap khariat se hongy merbani
farma kar mujhy 4 rakat sunnat or 4 rakat faraz namaz ka tariqa bata
dain or nafal ka b

Unknown said...

allaha ho akbar

Tami said...

Ap ne salat ul tasbeeh include ni ki wo bhi ker dain or plz ye namazon kay time exact na likhain k 5 bjy 1:30 bjy shayad koi mis guide ho ker apny area me in hi timings per parh le jab k wahan timings or hon. I am not criticizing but only for safe side k koi iss waja se ghalti me na parhy. Hope u dont mind

imtiyaz ahmad said...

ji it's right
alag alag jagah ke hiaab se kucchh minutes ka farq difference hota h.......
e.g.mishal k taur par magrib kaa waqt ::::
IN LUCKNOW RBL U.P. ::: WAQT NAMAZ-E-MAGRIB 5:22pm shaam ke waqt, iss waqt yahan aaj (09.11.16)ka gurub-e-Aftab...

IN MUMBAI M.H. ::::::: WAQT NAMAZ-E-MAQGRIB LKO K WAQT SE MMBI KA WAQT 23min baad ka MATLAB MUMBAI KA MAGRIB KA WAQT 5:45am 09.11.16 aaj ka gurube-e-atab ka waqt in MUMBAI

issi tarah JAGAH JAGAH KE HISAAB SE NAMAZ KA WAQT kucchh minton ka farq hota hai.........

JISKI POORI WAQTE JAANKARI ((("ISLAMIC JANTRY"))) pocket size ki islamic kitab gharon(shop) yaa phir dekhne ke lye masjid me JantrI maujood hoti hai..

isss tarah sahi waqt pr namaz padha jaa sakta hai waqt khatm hone naa paaye usse pehle hi padh ka sawabdarain haasil karwin....
koshish yeh karein mardon ko masjidon mein namaz ka jamat ke sath zyaada saawab milta hain ...

aye ALLAH sunee samajhne se zyaada amal karne ki taufeeq ataa farmaa

Allah sabhi ko puri namaj padne ki तोफिक अता farmaye aameen

Popular Posts

Template by:
Free Blog Templates