Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Friday, July 29, 2011

Hum namaz q nahi parte ?

As salamu allaiqum
Wo kon se ahsee waja ha k hum namaz nahi parte ya kohi na kohi masla ho jata ha. k hamare namaz nikal jate ha . halaka hum zahni tor per sehat mand or jisamani tor per be belkul theek ha . hum dunia ka sare kam karte ha . tv per 3 , 3 ghanta ki films deakta ha laken jab namaz ka waquat ata ha to pata nahi jesa k ake dam jan se nikal jate ha. agar namaz ki jaga kohi achi film lagi hogee to hum pore beth ka deak lay ga ya phir kohi acha gana chal raha hoga to phir itmanan se suna ga laken namaz ko nahi pare ga . akhir q . namaz kitna waquat late ha 5 min ya zada se zada 10 min , u kahe k hum computer per kahe kahe ghanta betha rehta ha laken namaz k liya 5 minute nahi de sakta . ya u samajh lay ka hamare pass dosare kam karna k liya faltu waquat bohat ha 5 min to bohat choti baat ha bazz log to internet chatting main kahe kahe ghanta gozar deta ha . kuch log to ahsa ha jo kahe kahe ghanta sote rehta ha . laken jab namaz ka waquat ata ha to wo usko nazar andaz karte ha . kuch log to ahsa ha jo kahe kahe ghanta phone calls main nikal deta ha laken namaz nahi parte . or to or kuch log ahsa ha jo video game main apna kimte waquat zaya karte ha laken namaz nahi parte . akhir q hum namaz nahi parte ?????????????? is ki basic waja ha shaitan . q k hum main se bohat se ahsa log ha jo shaitan ko nahi samajhta or bohat se to ahsa log ha jo shaitan ko samajh na he nahi chata . wo apni mast zindage ko masti ka sath gozarna chata ha . na he unko namaz ki fikar ha , or na he unko apna amal ki , or na he yeah log apni mout ko yaad karte ha . in videos ko deakha app ko sab samajh ah jahe ga k hum q namaz nahi parte











Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com







Popular Posts

Template by:
Free Blog Templates