Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Friday, July 29, 2011

Wazu ka tareeqa

As salamu allaiqum
Quran main allah tala farmate ha :
Aye eman waloo, jab tum namaz k liya otho to apna mu dho loo or hath konio tak or apna saro per masah karo or apna paho takno tak dho loo . yani quran main be wadu karna ko kaha ha namaz parna se pehla
Surah maheda verse number 6
Rasool pak salal laho allai wasalam farmate ha main qayamat k roz apni umat k logo ko pachan loon ga , sahaba na poucha ya rasool Allah salal laho allai wasalam kesa farmaya ake pachan yeah hogee k wadu
Ki waja se mare umat k chare or hath paho jagmaga rahe ho ga
Dosare ahadees main wazu ka bare main ha k wazu karna se chota gonah dhol jate ha or wazu karna wala akhirate main boland darja se nawaza jata ha or wazu se sare badan k gonah jar jate ha
Yeah sab se important cheez ha k wazu ka baghair namaz nahi hote
Wadu shoro karna se pehla bismillah parni chaheya jo wadu se pehla bismillah nahi pare ga us ka wadu nahi hoga
1 pehla apni hathaliya 3 martaba dhohe
2 phir koli ki or nak main pani daleen (bazz log kehta ha k naak main pani is tareka se dalay k nak ki hadi tak poucha yani nak ki hadi main pani ka gila pan mehsos ho or mana yeah be suna ha k jab nak main pani dale to ulta hath se dale )
3 phir apna mu tin dafa dohe (note jinn logo ki dare ha wo apni dare main khoob achi tarah pani dali pani itna dale dare main k dare pani main tar ho jahe )
4 is ka baad apna daheya hath apni kohni tak dohe 3 martabah agar zara se be jaga soki rah gahe kohni or hath k darmayan fasla main to wadu nahi hoga phir se dobara karna pare ga
5 ishe tarah baya hath kohni tak 3 martaba dohe
6 phir sir ka masa kareen
7 masa ka baad apna daya paho takna tak 3 martaba dohe ( jab paho dohe to achi tarah apna paho ki ungalio main be pani dale k achi tarah saaf ho jahe )
8 ishe tarah baya paho takna tak 3 martaba dohe
Abb wadu khatam ho gaya is k baad dosara kalma pareen jo wadu ki dua ha
Wazu kesa toot jata ha
1 poti , pishab , hambistare, katre nikal na , gas kharij karna , ya inhe raasta se kohi be kisi be kisam ka mada nikla to wadu toot jata ha
2 begar kapre k sharamgah ko hath lagana se wadu toot jata ha
3 gahre need sona se wadu toot jata ha . jabka take lagahe begar need ya ong ajahe to wadu nahi toota

is video ko be deakha is main pora sahe tareka ha wadu ka







Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com







0 comments:

Popular Posts

Template by:
Free Blog Templates