Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Friday, July 29, 2011

Mardo ki namaz ka tareeqa ( namaz e fajir )

As salamu allaiqum
Yeah fajir ki namaz faraz ka tareeqa ha . sab se pehla niyat kareen .us ka baad takbir e tareema kareen yani apna dono hath apna kano tak le jar kar dono hath ka anghotay kano ki loh pe lagahe yani kan k nichla hisa pe lagahe . phir kahe Allah-o-Akbar keh kar apna dono hath band lay hath naf ka nicha rakh kar band lay bahe hath ka uper daya hath ana chaheya or girift bana kar pakarlay dahe hath se bahe hath ko phir sana pareen
SANAA
"Subhana Kalla Humma Wa Bee Hamdeeka Wata Baara Kasmooka Wa Ta'ala Jaddoo Ka Wa La ilaha Ghairuka"
Is ka baad
TA'AWUZ pareen
"Aaoo Zoo Billahee Minash Shaitaanir Rajeem"

phir
TASMIYAH pareen
"Bimillah Hir Rahmaanir Raheem"
Is k baad surah fateha pareen
SURAH FAATEHA
"Alhamdo Lillahi Rabbil Aalameen Ar Rahamaanir Raheem Maaliki Yaomid Deen iyya Kana Budoo Wa iyya kanastaeen Ihdinas Siratual Mustaqeem Siratual Lazeena An Amtaa Alaihim Ghairil Maghdoobe Alaihim Walad Dualleen"
Phir quran pak ki kohi se be surah ki tilawat kareen surah choti be par sakte ha jesa surah falaq, surah nas, surah kafiron, surah fil ,surah ikhlaas,
jesa surah ikhlaas par rahe ha
SURAH IKHLAAS
"Qul Huwal-Laahu Ahad. Allaa-hus Samad Lam Yalid Walam Yoolad Walam Yakul Lahoo Kufuwan Ahad."
Phir yeah kahe Allah-0-Akbar or rukoo main jahe apna dono hath apna ghootno per rakhe or yeah tasbi pareen 3 5,ya 7 dafa
"Subhaana Rabbi-yal Azeem"
Us ka baad TASMEE yani yeah alfaz keh kar seda khare ho jahe
"Samee Allahoo Layman Hamidah"

Phir seda khare khare yeah kahe
"Rabbana Lakal Hamd"
Phir sajda main jahe Allah_0_akbar kehta howa
Sajda main jate howa zameen per pehla gotna rakhe , phir hath rakhe ,phir dono hatho ka darmayan is taraha chera rakhe k pehla naak or phir matha zameen per ahe or hath is tarah rakhe ka ungaliya kibla rukh ho note(pao khare rakhe or niche pao ki ungaliya fold honi chaheya taka pao ki ungali be sajda kareen , pet rano se nahi lagna chaheya mard ka )
Or sajda main yeah tasbi pareen
SAJDAH
"Subhaana Rabbi-yal 'Alaa" yeah 3,5,ya 7 dafa be par sakte ha
Phir Allah -0-Akbar keh kar beth jahe or apna daya pao khara rakhe or ulta pyer ka upper beth jahe
Phir dosara sajda kareen or yahe tasbi pareen

"Subhaana Rabbi-yal 'Alaa"
Phir Allah-o-Akbar kehta howa seda kareen ho jahe
Or dosare rakat pore kareen jab dosara sajda dosare rakat ka karleen to bajahe seda khara hona ka wahe beth jahe or TASHAH-HUD pareen
"Atthayyato Lillahe Wassalawato Wat Tayyebato Assalamu Alaika Ayyohan Nabiyo Wa Rehmatullahi Wa Barakatoh Assalamu Alaina Wa Ala Ibadillahis Sualaiheen Ashadu An La ilaah illal Laho Wa Ashadu Anna Mohammadan Abdohoo Wa Rasooluhoo"
TASHAH-HUD parte howa jab Ashadu An La ilaah illal Laho per pouchay to dahe hath ki shahad ki ungali ko chor kar baki ki tino ungali ko moti ki tarah band karleen or anghota ko be milahe or shahdad ki ungali ko thore dair k liya otha kar gira den
Phir DUROOD-E-IBRAAHEEMI pareen
"Allah Humma Salle Ala Mohammadiyon Wa Ala Ale Mohammadin Kama Sallaita Aala Ibharima Wa Ala Aalay Ibarhima Inna Ka Hameedum Majeed. Allah Humma Baarik Aala Mohammadiyon Wa Ala Ale Mohammadin Kama Barakta Ala Ibrahima Wa ala Ale Ibarhima Inna Ka Hameedum Majeed."
Phir kohi dua pareen jo quran or hadees main ho
DUA 1
"Allaa-humma Innee Zalamtu Nafsee Zulman Kaseeran wa Innahu Laa Yaghfiruz-Zunooba Illaa Anta Faghfirlee Maghfiratam Min 'Indika Warhamnee Innaka Antal Ghafoorur Raheem."

DUA2
"Allah Humma Rabbana Aatina Fid Dunya Hasanah Wa Fil Akhirate Hasanah Wa Qina Azaban Naar."
in main kohi se 1 Dua parleen
Is ka baad seda khanda ki taraf mu kar ka yeah kahe
assalamu alaikum wa rahmatullah
phir ulta khanda ki taraf kar k yeah kahe
assalamu alaikum wa rahmatullah
salam karte howa namaze ki nazree kando ki taraf honi chaheya

mazeed namaz ko behtar tareka se samajh na ka liya is video ko deakha









Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com







13 comments:

Anonymous said...

malumat ke liye shukriya

Anonymous said...

Bahut-Bahut Suhukriya

Techex said...
This comment has been removed by the author.
Anonymous said...

bht bht shukriya

Techex said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...

ache ha good

Anonymous said...

bahut ache hai

Unknown said...

MA SHAA ALLAH!

Unknown said...

MA SHAA ALLAH!

Anonymous said...

subhanallah
bohot acha hai

Syed ashfaq hussain said...

Assalamalekum ya rahmakum Allah hi wa barakatu. Shukriya bhai allah aap ko es malumat k liye neki de mai jitne bhi namaze padta rahu aap ko bhi sawab milta rahen ameen

Apna Education said...

bhai ek chhota sa request hai, please send kar dijiye mere email par, 5 waqt ka namaz in hindi me, email: - mm1830517@gmail.com

Apna Education said...

bhai please 5 waqt ka namaz in hindi me send kar dijiye mere email id par: - mm1830517@gmail.com

Popular Posts

Template by:
Free Blog Templates