As salamu allaiqum
Rasool pak salal laho allai wasalam ny irshad farmaya
Jis musalman k janaze main ahsa chalis admi shamil ho jo Allah k sath sharike na tahrate ho to allah tala is maiyat k haq main in ki sefarish kabool karta ha .
Namaze janaza parna k liya maiyat ki 4 pahe is taraha rakhe k maiyat ka sir shomal simt kibla ki dahe janib or pao janoob ki janib ho . Phir wazu ho kar safah band lay maiyat maiyat agar mard ha to imam is k sir ka samna khara ho or agar orate ha to is k darmayan khara ho . phir dil main niyat kareen dono hath kano ki loh tak le jahe or pehli takbir keh kar surah fateha parhe
Janaze main surah fateha
Sayedna abu imam bin sohail ra se rewayat ha k namaz e janaza main sunnat tareeqa yeah ha k pehla takbir kahe jahe phir surah fateha parhe jahe phir nabi akram salal laho allai wasalam per darood or maiyat k liya dua ki jahe is ka baad salam phera jahe .
Talha bin abdullah bin of ra kehta ha k main na seyadna bin abbas k picha namaz e janaza parhe to apna surah fateha parhe or farmaya main na is liya kiya ha taka tum jaan loon k yeah sunnat ha . talha bin abdullah ra ki ake or rewayat main fateha ka baad kohi dosare sorate parna ka be zikar ha .
Maloom howa ka takbir awal k baad surah fateha parna sunnat ha . surah fateha or kohi dosare sorate par k imam ko dosare takbir kehni chaheya or phir namaz walay darood sharif parhen is ka baad tesare takbir keh kar in ko dua main se kohi dua parleen
Duaa for a boy:
Oh! Allah, make him (this child) a source for our salvation and make him a source of reward and treasure for us and make him an intercessor for us and one whose intercession is accepted.
Duaa for a girl:
yeah video be deak lay is main namaz e janaza ka tareeqa ha
dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
3 comments:
Ma Sha Allah.....! Nice work braher.......!
Allah ap ko Jaza-e-Khair ata farmain....!
Plz tell me k kuch log namaz-e-janaza main takbeer-e-ulla k baad SANA phery hain........!
kya ye bhi theak hai ya nahi...........!
Masha Allah shukriya ////
acha message hai
JAZAKALLAH KHAIRAN....
Post a Comment