AS salamu allaiqum
Namaz perna se pehla namaz ki niyat karna zaroore ha . jo be namaz karni ho is ki niyat zaroor kareen . chahe niyat dil main kareen ya apni zaban se alfaz ada kar k kareen . for example main fajir ki namaz 2 rakat faraz ada karta ho . yeah ake choti se example ha . niyat kisi be zaban main ki ja sakte ha yeah zaroore nahi ha k app arabic main niyat kareen ya kohi difficult zaban main apko jo be zaban ate ho app us main niyat kar sakte ha
Fajir ki namaz ki niyat
Agar fajir ki namaz imam k picha par rahe ha to niyat is tarah ho gee
Niyat karta ho main 2 rakat namaz faraz fajir ki ,wasta Allah tala k picha is imam k rook mera kaba shareef ki taraf Allah o Akbar
Agar imam k picha namaz nahi par rahe or akela main par rahe ha to is tarah niyat kareen ga
Niyat karta ho main 2 rakat namaz faraz fajir ki ,wasta Allah tala k waquat fajir ka rook mera kaba shareef ki taraf Allah o Akbar
Agar 2 rakat sunnat ada kar rahe ha to is ki yeah niyat hogee
Niyat karta ho main 2 rakat namaz sunnat fajir ki ,wasta Allah tala k waquat fajir ka rook mera kaba shareef ki taraf Allah o Akbar
Ishe tarah baki namazo ki niyat kar sakte ha jo ka bohat assan ha
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com